Enforcement Directorate (ED) Summons Delhi CM, Arvind Kejriwal
Life and Politics have their way of making cartoons of the most serious. It may also smear the ones wearing the cleanest shirts. Arvind Kejriwal, thanks to his adroit photo-ops with the Gandhian Anna Hazare captured the imagination of the masses with his promise of corruption free rule governance.
Kejriwal In The Eye Of A Storm
However the liquor scam that is being investigated by the ED has managed to suck in Kejriwal too. His confident and Delhi Minister Manish Sisodia is already in jail over the last few months. One hopes for the sake of public trust in political posturing that Arvind Kejriwal is innocent and can prove himself so.
A Parody On The Situation
Meanwhile Cool Chilli is inspired by the catchy Bollywood number Kajra Mohabbatwala to pen the following
Kejri Muhabbat wala
Dilli ne Khursi pe daala
Kar le safaai meri jaan
Haay re, Voters tere qurbaan
Directorate (ED) hai tere peeche
Lekin thu electorate ke peeche
AAP ka ho raha hai badnaam
Haay re, Kaun bachaye, before further bedlam
Kejri Muhabbat wala
Dilli-walaon ne Khursi pe daala
Kejri ne le li meri jaan
Vishwas Kejri pe Karoon ya na karoon.
Aaya hai kahan se Kejri
Dilli-waaloan ko governance dene
Aaya hai kahan se Kejri
Dilli-waaloan ko governance dene
Chadthi Aarope-oan ki ye
Paheliyoan ke jawaab dhene
Dilli Liquor ka saara
Policy ka scam le ke
Dilli Liquor ka saara
Policy ka scam le ke
Jhaadu safaai wala
Voter-oan ke aankhon mein aisa dala
Jhaadu ne kar di saaf safaai
Tijori mein kuch na bacha, mere bhai!.
Directorate (ED) hai tere peeche
Lekin thu electorate ke peeche
AAP ka ho raha hai badnaam
Haay re, kaun bachaye, before further bedlam
Motor naa Bungalow maangun
Free Bijli na Paani Maangun
Motor naa Bungalow maangun
Free Bijli na Paani Maangun
Dilli ko chalaane vale
Dilli kaa Governance maangun
CM Kejri mere
Thodaa sa Probity maangun
CM Kejri mere
Thodaa sa Probity maangun
Kismat banaa de meri
Duniya basale meri
Kar le safaai meri jaan
Haay re, Voters tere qurbaan
Kejri Muhabbat wala
Dilli-walaon ne Khursi pe daala
Kejri ne le li meri jaan
Haay re, Voters tere qurbaan
Jab se Anna Hazaare ke saath dekha thujko
Ho gaye gulaam tere
Jab se Anna Hazaare ke saath dekha thujko
Ho gaye gulaam tere
Saaf Safaai karna Kejri
Aage kaam tere
Yis 5-saal term saara
Likh diya naam tere
Yis 5-saal term saara
Likh diya naam tere
Topi Pehenkar Thu Jhaadu wala
Thumpe mere vote ka mudra
Tere jhaadu ne le li meri jaan
Haay re dil aur Dilli tere qurbaan
Directorate (ED) hai thaere peeche
Lekin thu electorate ke peeche
AAP ka ho raha hai badnaam
Haay re, Kaun bachaye, before further bedlam
Kejri Muhabbat wala
Dilli ne Khursi pe daala
Kejri ne le li meri jaan
Mera CM, mera CM, mera Common Man!
Comments